RAUSHNI HAI YESHU | Latest Hindi Worship Song Lyrics 2024
Na ummeedi ke, Beech meinAaya meri, Ummeed banke
Meri naak aamiyo mein
Meri pehchaan, Mera yeshua - (2)
Andhkaar ko, Dur kar diyaa
Meri rausni, Yeshu ban gayaa - (2)
Rausni hai meri. Rausni Yeh jag ki
Rausni se hua dur andhera
Rausni se raushan, Hua mera jeevan
Rausni hai yeshu mera masiha - (2)
1) Tanhaiyo ke, Beech mein
Aaya mera, Sahaara banke
Meri kamzoriyon mein
Mera khudaaya, Mera bal bana - (2)
Andhkaar ko, Dur kar diyaa
Meri rausni, Yeshu ban gayaa - (2)
Rausni hai meri........................
2) Bhay ki koy jagah nahi, Maut ka koi dar nahi
Mujh mein, Mujh mein
Uss mein hi hai zindagi, zindagi manushyon ki
Rausni, Rausni
Rausni hai meri. Rausni Yeh jag ki
Rausni se hua dur andera
Rausni se raushan, Hua mera jeevan
Rausni hai yeshu mera masiha - (2)