Yahowa raja hai, Samarth se bhara, Hindi Jesus song lyrics
Yahowa raja hai, Samarth se bhara
Aanadi parmeswar, Woh na talega - [2]
Aanadi parmeswar, Woh na talega - [2]
Yugo se yugo tak, ek hi hai raja
Mahima ke singhasan, Par baitha badsha
Mahima ke singhasan, Par baitha badsha
Wo hai mahan, Sarba shaktiman
Uski hukumat or uska hi, Pratap sadaa ......Raja
Uski hukumat or uska hi, Pratap sadaa ......Raja
Samundar ki lehero se
Yahowa hai mahan
Parvat ki unchai se
Uncha yesu naam - [2]
Yahowa hai mahan
Parvat ki unchai se
Uncha yesu naam - [2]
Yugo se yugo tak, ek hi hai raja
Mahima ke singhasan, Par baitha badsha
Mahima ke singhasan, Par baitha badsha
Uske prachan, Hum lehrayein
Uske saamne, Sar jhukaye
Uske naam ki, Jai jai gaye - [2]
Yugo se yugo tak, ek hi hai raja
Mahima ke singhasan, Par baitha badsha
Mahima ke singhasan, Par baitha badsha